1. Home /
  2. Religious organisation /
  3. Mustafa Institute of California

Category



General Information

Locality: Union City, California

Phone: +1 510-300-4166



Address: 33527 Western Ave 94587 Union City, CA, US

Website: mustafainstitute.org

Likes: 13955

Reviews

Add review

Facebook Blog





Mustafa Institute of California 24.05.2021

***Wake up, this is AL-AQSA!!!*** This is not any ordinary land. This is a holy, blessed, sanctified land, that Allah himself sanctified. This is the land that Allah mentioned in the Quran.... This is the land on which the second Masjid on Earth was build. This is the land on which one Prayer is equal to 1000 Prayers. This is the land from which the Messenger was taken up to the Heavens to meet Allah . This is the land on which the Messenger lead ALL the Prophets in Prayer. This is the land we faced in Prayer for 16 month before the Kaabah. This is the land on which the Angels of Allah are spreading their wings over. This is the land on which the Prophet took the cup of milk, as a result his Ummah (i.e. me & you) were guided to the right path. Otherwise, had he taken the cup of wine, the entire Ummah would have gone astray. This is the land on which Isa Ibn Maryam will kill the biggest Fitnah on Earth, the Dajaal. This is the land on which (the Prophet said) the best of the inhabitants of Earth will reside where Prophet Ibrahim migrated (I.e. Jerusalem). This is the land on which the Prophet Musa requested from Allah to let him die close to it, so much so that he would be just a distance of a stone’s throw away form it. We seek closeness to Allah by loving this land. Betrayal of this land is betrayal of Allah and His Messenger . And it’s forbidden for a believer to betray Allah and His Messenger. So now inform me, how exactly does the enemy of Allah assume that we will give up on this land??? When the Palestinians say they will die protecting this land, they actually mean it for the reasons above.

Mustafa Institute of California 12.11.2020

Ghulam- e -Rasool Me Maut Bhi Qabul Hai...Jo Ho Na Ishq-e -Mustafa To Zindagi Fazool Hai Sallallahu_Aalaihi_Wasallam

Mustafa Institute of California 25.10.2020

RasoolAllah Sallallahu Alayhi Wasallam ne irshaad farmaya: Jab ALLAH Ta'ala ne mujh par wahi nazil farmayi to mai jis pathar ya daraqt ke paas se guzarta us se awaaz aati "AS SAALAMU ALAIKA YA RASOOLALLAH". (Al Khasaes Al Kubra,vol:1)

Mustafa Institute of California 15.10.2020

THE KA 'ABA REJOICED AT THE MEELAAD OF THE BELOVED PROPHET SALLAL LAHU ALAIHI WA SALLAM When the Prophet was born one miracle was that the Ka'bah spoke. The Ka'bah proclaimed 'Allahu Akbar' three times. ''This is what Ahlus Sunnah Wa'l Jama'ah do at gatherings of Mawlid we raise the slogan of Allah . The Ka'bah said: 'Allah is the Greatest' three times. ... The lord of the prophet who has purified the Ka'bah from its idols.'' [Imam Jalal ud-Din as-Suyuti in al-Khasais al-Kubra Shaykh Abdul Haq Muhadith al-Dehlvi in Madarij al-Nabuwwah Imam Halabi Seerah al-Halabiyya] A message to those who deny commemorating the Mawlid of the Prophet . Just remember each time you go on Hajj or Umrah and you do Tawaaf of the Ka'bah remember that. You are doing Tawaaf of the Ka'bah which celebrated the Mawlid of the Prophet , either call the Ka'bah Mushrik and Bid'ati or keep your mouth shut when the lovers (Ahlus Sunnah Wa'l Jama'ah) rejoice in the love of the birth of the prophet . Rejoice O my Sahih ul-Aqeedah Sunnis!

Mustafa Institute of California 29.09.2020

Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The Doobey Suraj Ko Lautao Phir Kehna Hum Jaise The Tum Bhi Zara Meraj Ko Jao Phir Kehna Hum Jaise The Jao Namaze Lekar Aao Phir Kehna Hum Jaise The... Lohe Se Talwar Banana Aam Hai Duniya Main Lekin Tehni Ko Talwar Banao Phir Kehna Hum Jaise The Peshani Par Daagh Banana Koi Mushkil Kaam Nahi Nakshe Qadam Pathar Par Banao Phir Kehna Hum Jaise The Bamo Daro Dewar Salami Dene Lage Kuch Aisa Karo Ped Ko Apne Paas Bulao Phir Kehna Hum Jaise The Uper Jaana Neeche Aana Ye To Bashar Ki Taaqat Hai Sayr E Jannat Kar Ke Dikhao Phir Kehna Hum Jaise The Sarwar E Dee Ki Baat Badi Hai Chodon In Sab Baaton Ko Unke Ghulamon Se Banjao Phir Kehna Hum Jaise The Unki Har Ik Ungli Se Tha Jaari Chasma Ay Kaleem Pani Un Pyason Ko Pilao Phir Kehna Hum Jaise The sallallaho alaihi wassallam

Mustafa Institute of California 20.09.2020

* Meelad Un Nabi Ki Fazeelat* Hazrat Ali Murtaza (Radi Allahu Anhu Wa Karramallahu Wajhu Farmate Hain - "Jisne Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Meelad Shareef Ki Tazeem Ki, Aur Meelad Padhe Jane Ka Sabab Bana, Wo Duniya Se Imaan Ke Saath Hi Jayega, Aur Jannat Mein Bhi Be-Ghair Hisab Ke Dakhil Hoga.... (An Nemat-Ul-Kubra Pg.No.5-6) * Meelad Un Nabi Ki Fazeelat* Hazrat Usman Ghani (Radi Allahu Anhu) Farmate Hain- Jisne Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ka Meelad Shareef Padhne Par Ek Dirham Bhi Kharch Kiya, Wo Jaise Ghazwa-e-Badr-o-Hunain Mein Haazir Huwa. (Ghazwa Means A Holy War Which Is Fought In The Company Of Prophet Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) *Meelad Shareef Ki Fazilat* Hazrat Umar Farooq (Radi Allahu Anhu) Farmate Hain Jisne Huzoor (Sallallahu Alaihi Wasallam K Meelad Shareef Ki Tazeem (Respect) Ki, Us Ne Jaise Ki Islam Ko Zinda Kar Diya

Mustafa Institute of California 01.09.2020

Ishq E Rasool Wa Tazeeme Nabi Hazrate Abu Ayyub Ansari ka bayan hai Rasoolullah mere ghar mehman hue aur main balai (upari) manzil mein rehta hu aur Huzoor niche wali manzil mein Ek Baar Raat Mein Bedaar hua to ehsas hua ki Main upar chalta hu aur Huzoor Niche tashreef farma hai is khayal se ek kone mein baith kar jaagte hue Raat guzari subah ko Huzoor khidmat mein Haazir ho kar Arz ki to Huzoor ne irshad farmaya ki nichli manzil mein hume zya...da aaram hai Arz kiya Yaa Rasoolullah lekin main is chat par kaise reh sakta hu jiske niche Aap ho iske baad Huzoor Upar ki manzin mein tashreef le gaye aur Abu Ayyub Nichli manzil mein rehne lage Huzoor ke liye khana tayyar karte Jab Huzoor khana tanawul farma lete baad mein khud khate bache hue khane ke baare mein puchte ki Huzoor ne kidhar se khaya hai fir khaas isi jagah se khate Sahih Muslim Jild 2 Safa 183 Ye us waqt ka qissa hai Jab Huzoor Hijrat farma kar Madeena Shareef tahsreef laye aur Shuru mein Aap ka muqaam Hazrate Abu Ayyub Ansari ke makaan mein hua tha. Isse sabaq lena chahiye un logo(Bad Aqeeda ) ko jo sirf Namaz Roza wa ibadat karte hai aur jinko kitabe zindagi me koi Adab wa Tazeeme Nabi Nahi hai Aur Tum Par Mere Aaqa Ki Inayat Naa Sahi...Najdiyo ! Kalma Padhane Ka Bhi Ehsaan Gaya

Mustafa Institute of California 26.08.2020

DURING THIS BLESSED MONTH IBLEES CRIED The Crying Of Iblees Iblees Is An Open Enemy Of All Mankind And It Cried Loudly 4 Times.... They Are As Follows: 1 - When ALLAH The Almighty Declared Him A Cursed One 2 - When He Was Thrown Out 3 - When The Birth (MEELAAD) Of The Beloved Prophet Muhammad Sallal Lahu Alaihi Wa Sallam Took Place. 4 - When Suratul Fathia Was Revealed Hafiz Ibn Katheer Al Bidaya Wan Nihaya Vol - 1, Page - 166 One Should Ponder Why Iblees Cried At The Meelaad Of The Beloved Prophet Muhammad Sallal Lahu Alaihi Wa Sallam. Indeed There Is Similarity Between Iblees And Some Misguided "Heads" Who Have "Loose Nuts" Up In Their Heads As They Cannot See That They Are Repeating What Iblees Did. Iblees Did Not Express Happiness And Joy At The Birth Of The Beloved Prophet Muhammad Sallal Lahu Alaihi Wa Sallam But Cried Loudly. Iblees Knew That He Had Misguided Many But The Last Prophet Sallal Lahu Alaihi Wa Sallam Is Now Born Who Will Be Able To Guide Many. The Actions Of Iblees Is Understood But Why Do Some People Express Their Opposition At The Birth Of The Prophet Sallal Lahu Alaihi Wa Sallam Doesn't Seem To Make Any Sense. DOES IT TO YOU

Mustafa Institute of California 18.08.2020

Salaam Us Per Ke Jis Ne Be Kason Ki Dastgiri Ki...Salaam Us Per Ke Jis Ne Badshahi Mein Faqiri Ki Salaam Us Per Ke Israre Mohab’Bat Jis Ne Samjhaey...Salaam Us Per Ke Jis Ne Zakhm Khakar Phool Barsaey Salaam Us Per Ke Jis Ne Khoon Ke Pyason Ko Qabaein Din...Salaam Us Per Ke Jis Ne Galiyan Sun Kar Duaein Din... Salaam Us Per Ke Jis Ke Ghar Mein Chandi Thi Na Sona Tha...Salaam Us Per Ke Tuta Boriya Jis Ka Bichona Tha

Mustafa Institute of California 13.08.2020

Assalamu’alaikum. Announcement from Mustafa Institute of CA: Alameda County allows to reopening of religious gatherings for up to 25% of capacity. ... Mustafa Institute of California is pleased to inform our community we will open our center for limited Jummah prayer services starting this coming Friday, 10/16, at 25% capacity. Please see below for the rules, regulations, and guidelines that need to be followed. Anyone not following the laws and regulations will be asked to leave the premises. Rules and regulations. 1. The temperature will be taken at the door. Anyone with a temperature Will not is allowed to attend the service. 2. Face mask must be worn. 3. Social distancing is required. 4. Bring your own prayer mats. 5. No formal handshaking or hugging. 6. Please make Wudu at home before attending prayer service. 7. After Fard Salah, please finish the rest of the Salah at home, and you should start leaving premises after Fard Salah without hanging around. 8. Hand sanitizer stations are provided and are located at the entry of the premises. 9. Older people (60+) are recommended to stay home and not attend as recommended by the CDC. 10. You will be asked to sign a waiver for not holding Mustafa Institute, Board of Directors, and board of management liable for any person getting sick on the premises. 11. Bathroom facilities will not be available until we reach the next tier of reopening. Jazak ALLAK

Mustafa Institute of California 28.07.2020

May the Rabi' al-Awwal that is soon to come upon us be the best month of our lives. May those who enter it having never seen Raslallh not leave it except that they are blessed with his vision.Insha Allah. Aameen

Mustafa Institute of California 14.07.2020

Jab Tak Jiyun Mein Aaqa Koi Gham na paas aaye Jo Marun to ho lahad par Teri Rehmaton ke Saaye Hein Khiza ne dale dere Murja gaye hein Sab ghul Mere Ujde baag mein fir Aaqa bahar aaye... Meri Zindagi ka Maksad , Ho Aye Kaash Ishke Ahmed Muje Maut bhi jo aaye Isi justaju mein aaye Muje Maut Zindagi de Muje Zindagi Maza de Jo Kitabe Zindagi par Mohar Apni Wo lagaye Tu basa de Mere Dil mein Haan ! Usi ki yaad Malik Wo Jo Wakte Naz'a aa kar Kalma bhi yaad dilaye Na to kar saka hai koi, Na karega pyar aesa Jo lahad mein aashikon ko deke thapkiyan sulaye Wo Diya jo bujh gaya tha, Wo jo kho gayi thi suzan Hua har taraf ujala Jo Huzur Muskuraye Chali aandhiyan ghamon ki, Giri Bijliyan dukhon ki Ye Tera Karam hai Aaqa ke Kadam na ladkhadaye Jise Mara ho ghamon ne, Jise Gera ho dukhon ne Mera Mashwara hai Usko Wo Madina hoke aaye Dare Yaar par pada hun Is usul par gira hun Jo gira hua ho khud hi Use Kon ab giraye Mein Gulame Panjatan hun, Besahara na samajna Mein hun Gaus ka Diwana Koi hath to lagaye Yehi Aarzu Dili hai Teri Bazm par kisi Din Ye Tera Ubaid aaye Tuje Naat bhi Sunaye